giitaayan An Interface to ISB

Duub jaaye jo qisamat kaa taaraa - Parchhaain (1952)  

Lyrics: Noor Lucknowi | Music: C Ramchandra | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
Duub jaaye (Duub jaaye jo qismat kaa taaraa ko_ii hotaa nahii.n phir sahaaraa) -2 Duub jaaye o~ chaa.Nd suuraj ho roshan hame.n kyaa o~ koii phuulo.n kaa gulashan hame.n kyaa is ? jiivan hamaaraa Duub jaaye ... aisaa ulajhaa hai kaa.nTo.n me.n daaman apanii parachhaii.n hai apanii dushman laakh tuufaan hai.n laakh tuufaan hai.n aur ek bechaaraa ko_ii hotaa nahii phir sahaaraa Duub jaaye ... o rah ga_ii aarazuu nazar me.n o kaTii apanii duniyaa bha.Nvar me.n jab nazar aa rahaa thaa kinaaraa ko_ii hotaa nahii.n phir sahaaraa Duub jaaye ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.