giitaayan An Interface to ISB

hai.n pyaar ke do matavaale - Aparaadhi Kaun (1957)  

Lyrics: Majrooh | Music: Salil Chowdhury | Singer(s): Geeta, Manna Dey 
View in Nagari (Hindi)
ma: hai.n pyaar ke do matavaale ek ham hai.n aur ek tum aur tum bhii kyaa gii: ab rah ga_e do dilavaale ek ham hai.n aur ek tum aur tum bhii kyaa ma: are maanaa tuu hai dilabar tujh se huu.N ba.Dhakar siidhaa-saadaa sundar gii: terii nigaahe.n ko_ii bataa_e are ba.Dhaa khoT tere andar ma: dikhane me.n to bhole-bhaale ek ham hai.n air ek tum aur tum bhii kyaa gii: haay teraa bhii javaab nahii.n meraa bhii javaab nahii.n kaahe kaa jhaga.Daa phir bhii ma: ajii ek nazar se duuje ko dekhe nahii.n aur koii marzii gii: ek aa.Nkh se dekhanevaale ek ham hai.n aur ek tum aur tum bhii kyaa ma: are nain hamaarii sapano.n kii gho.Daa gaa.Dii chal baiTh u.Daa ke aa.Nchal gii: gho.Daa gaa.Dii bhuul anaa.Dii ab Dol zaraa paidal ma: paidal hii pyaar sa.mbhaale.n ek ham hai.n aur ek tum aur tum bhii kyaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.