giitaayan An Interface to ISB

a.Ndho.n pe dayaa karanaa daataa - Sahaaraa (1958)  

Lyrics: Bharat Vyas | Music: Hemant Kumar | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
a.Ndho.n pe dayaa karanaa daataa apanii aa.Nkho.N kii tumako qasam is jholii ko bharanaa daata apanii aa.Nkho.N kii tumako qasam (chhin jaatii hai jinakii ye jyotii rah jaate hai.n thokar khaane ko)-2 luT jaatii hai unakii sab khushiyaa.N (Gam rahataa hai dil bahalaane ko)-2 a.Ndho.n pe dayaa karanaa daataa ... (hamase na churaao na yuu.N aa.Nkhe.n is dharatii kii hii sa.ntaan hai.n ham)-2 mohataaj sahii laachaar sahii (phir bhii to are inasaan hai.n ham)-2 a.Ndho.n pe dayaa karanaa daataa ... (ai maalik tuu apanii duniyaa me.n kisii bande ko yuu.N majabuur na kar)-2 dene ko to de de har dukha.Daa ye aa.Nkhe.n magar benuur na kar a.Ndho.n pe dayaa karanaa daataa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.