giitaayan An Interface to ISB

bahaaro.n se puuchho nazaaro.n se puuchho - Fashion (1957)  

Lyrics: Bharat Vyas | Music: Hemant Kumar | Singer(s): Lata, Hemant 
View in Nagari (Hindi)
he: bahaaro.n se puuchho nazaaro.n se puuchho dil kyo.n divaanaa meraa ho gayaa laakh sambhaalaa magar kho gayaa la: bahaaro.n se puuchho nazaaro.n se puuchho dil kyo.n divaanaa meraa ho gayaa laakh sambhaalaa magar kho gayaa la: tuu bhii divaanaa sanam mai.n bhii diivaanii ulfat kii hai ajab kahaanii tu bhii divaanaa sanam mai.n bhii divaanii he: ulfat kii hai ajab kahaanii la: meraa dil teraa kaise ho gayaa do: lakh sambhaalaa magar kho gayaa he: ba.Dane lagii hai ab beqaraarii la: miTane lagii hai nii.nd hamaarii he: dil ko naa jaane ye kyaa ho gayaa la/he: lakh sambhaalaa magar kho gayaa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.