giitaayan An Interface to ISB

raam kare babuaa hamaar phulavaa ko - Anuraag (1972)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: S D Burman | Singer(s): Kishore 
View in Nagari (Hindi)
raam kare babuaa ho~ raam kare babuaa hamaar phulavaa ko hamarii umar lagi jaaye, ho patajhar aaye basant rut jaaye ho jaaye champaa chamelii muskaaye raam kare babuaa ho~ pyaare munne tuu bhii ik dil-khus gulaab hai toharii khusabuu kaa kahii.n koii javaab hai tohe na kisii kii najar lagi jaaye raam kare babuaa ho~ ... bol siyaabar ramachandra ki jay! pavan put hanumaan kii jay! raam jii ne duniyaa me.n duHkh sukh baa.NTe phulavaa ke sa.ng sa.ng bagiyaa me.n kaa.NTe tore pag me.n na koii kaa.NTaa lagi jaaye raam kare babuaa ... kaas aisaa hovai jab banai tuu dulhaa raajaa galiyo.n me.n baaje jab saadii kaa baajaa yahii ga.ngaa raam hau~ yahii ga.ngaa raam toharaa seharaa banaavai raam kare babuaa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.