giitaayan An Interface to ISB

bahaaro.n kii duniyaa pukaare tuu aa jaa - Laila Majnun (1953)  

Lyrics: Shakeel | Music: Sardar Malik | Singer(s): Talat, Asha 
View in Nagari (Hindi)
talat:aa jaa, aa jaa (bahaaro.n kii duniyaa pukaare tuu aa jaa)-2 tere muntazir hai.n sitaare tuu aa jaa bahaaro.n kii duniyaa talat:sadaa Kush rahe tuu, bhulaa dene vaale duaa de rahe hai.n, duaa dene vaale duaa dene vaale merii zi.ndagii ke sahaare tuu aa jaa bahaaro.n kii duniyaa asha:asiire-e-qafas huu.N, zabaa.n par hai naale zabaa.n par hai.n naale hamaarii muhabbat Kudaa ke havaale kudaa ke havaale kare duur se dil ishaare tuu aa jaa talat:khayaalo.n ke daaman me.n Gam aa gayaa hai Gam aa gayaa hai chalii aa ke aa.Nkho.n me.n dam aa gayaa hai dam aa gayaa hai pareshaa.n hai.n tujh bin nazaare tuu aa jaa bahaaro.n kii duniyaa asha:terii yaad shaam-o-sehar jaagatii hai sehar jaagatii hai nasiibaa hai soyaa nazar jaagatii hai nazar jaagatii hai Kushii banake dil me.n hamaare tuu aa jaa dil-e-muntazir me.n(hai.n ?) sitaare tuu aa jaa talat:bahaaro.n kii duniyaa pukaare tuu aa jaa bahaaro.n kii duniyaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.