giitaayan An Interface to ISB

chhe.D de sajanii ... jinakii javaanii unakaa zamaanaa - Holiday In Bombay/ Bambai Ki Sair (1941)  

Lyrics:  | Music: Khemchand Prakash | Singer(s): Shobhna Samarth, Kantilal 
View in Nagari (Hindi)
kaa: chhe.D de sajanii wohii taraanaa sho: kaun saa, saajan? kaa: jinakii jawaanii unakaa zamaanaa bo: jinakii jawaanii unakaa zamaanaa sho: saajan, prem ke miiThe sapane kaa: dil leke ban jaa_o apane mai.n kahuu.N pagalii, tum kaho diwaanaa bo: jinakii jawaanii unakaa zamaanaa sho: phuul khile hai.n Daalii Daalii kaa: kitanaa khush hai man kaa maalii naachat titalii bhau.nraa mastaanaa bo: jinakii jawaanii unakaa zamaanaa kaa: dono jawaa.N dono kamasiin hai.n khul gaye ab unake din hai.n dekh ke unako jii na jalaanaa bo: jinakii jawaanii unakaa zamaanaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.