giitaayan An Interface to ISB

jab se mai.n ne dil lagaayaa dil kahii.n lagataa nahii.n - Dost (1954)  

Lyrics: Asad Bhopali | Music: Hansraj Behl | Singer(s): Talat, Madhubala Zaveri 
View in Nagari (Hindi)
talat: jab se mai.n ne dil lagaayaa dil kahii.n lagataa nahii.n madhubaalaa: ai muhabbat wo jahaa.N hai.n tuu mujhe le chal vahii.n le ke jaa_uu.N mai.n kahaa.N rusavaa_ii_o.n kaa kaafilaa, haaye kaafilaa, haaye kaafilaa talat: Katm hogaa jaane kis din do dilo.n kaa faasalaa, haaye faasalaa, haaye faasalaa madhubaalaa: aarazuu_e.n dil kii saarii Kaak ho kar rah ga_ii.n talat: jab se mai.n ne dil lagaayaa dil kahii.n lagataa nahii.n jii naa rone se bahalataa hai na ab fariyaad se, fariyaad se, fariyaad se madhubaalaa: dil kaa Gam kuchh aur ba.Dh jaataa hai un kii yaad se, haaye yaad se, haaye yaad se talat: aur un ko bhuul jaanaa bhii mere bas me.n nahii.n madhubaalaa: ai muhabbat vo jahaa.n hai.n tuu mujhe le chal vahii.n mujh se kismat bhii Kafaa hai, aur vo bhii hai.n judaa, haaye hai.n judaa, haaye hai.n judaa talat: pyaar kii pahalii kiran chamakii to suuraj Dhal gayaa, haaye Dhal gayaa, haaye Dhal gayaa madhubaalaa: merii duniyaa me.n a.ndhere ke siwaa kuchh bhii nahii.n talat: jab se mai.n ne dil lagaayaa dil kahii.n lagataa nahii.n
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.