giitaayan An Interface to ISB

aadam kaa lahuu, aadam kaa lahuu - Tu Hi Meri Zindagi (1965)  

Lyrics: Neeraj | Music: Ronodeb Mukherji | Singer(s): Rafi 
View in Nagari (Hindi)
maayuus na ho ai mere vatan aa.Nsuu se na dho ye laal kafan miTakar bhii nahii.n miT paataa hai aadam kaa lahuu, aadam kaa lahuu -2 aayaa banakar gaa.ndhii vo kabhii aayaa banakar gaa.ndhii vo kabhii jaagaa banakar sukraat kabhii bolaa banakar manasuur kabhii chiikhaa banakar farahaad kabhii sau bhes badalakar aataa hai aadam kaa lahuu, aadam kaa lahuu -2 hi.nduu vo nahii.n, musalim vo nahii.n -2 inasaan re bas inasaan hai vo nafarat jo kare shaitaan hai vo Gar pyaar kare bhagavaan hai vo aTare (??) me.n sama.ndar laataa hai aadam kaa lahuu, aadam kaa lahuu -2
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.