giitaayan An Interface to ISB

Dhuu.NDhe nazar-nazar, meraa chaa.Nd hai kidhar - Dilli Ka Dada (1962)  

Lyrics: Jaan Nisar Akhtar | Music: N Dutta | Singer(s): Mahendra Kapoor, Asha 
View in Nagari (Hindi)
Dhuu.NDhe nazar-nazar, meraa chaa.Nd hai kidhar aa jagamagaake, yuu.N muskuraake, mujhako rahe na apanii khabar Dole kadam-kadam, banaa husn bhii sitam dil ko bachaake, Kud ko chhupaake, aakhir kahaa.N ab le jaae.n ham aajaa ke mai.n huu.N tere vaaste, aa.Nkho.n kii shamaa jalaae hue vo shokh nazare.n jo piichhaa kare.n, ba.Dhate kadam Dagamagaae hue dil ko bachaake... kah do hamako na dekhe koii, aise ke ye dil dha.Dakane lage mai.n kyaa karuu.N mere siine me.n jab, ek aag miiThii bha.Dakaane lage dil ko bachaake ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.