giitaayan An Interface to ISB

dil ko hai tumase pyaar kyo.n, ye na bataa sakuu.Ngaa mai.n - (Non-Film)  

Lyrics: Faiyyaz Hashmi | Music: Kamal Dasgupta | Singer(s): Jagmohan 
View in Nagari (Hindi)
dil ko hai tumase pyaar kyo.n ye na bataa sakuu.Ngaa mai.n ye na bataa sakuu.Ngaa mai.n dil ko hai tumase pyaar kyo.n, pyaar kyo.n (pahale milan ki chhaa.Nv me.n tumase tumhaare gaa.Nv me.n ) - 2 aa.Nkhe.n huI.n thii chaar kyo.n ye na bataa sakuu.Ngaa mai.n dil ko hai ... (tumako nazar me.n rakh liyaa, dil me.n jigar me.n rakh liyaa ) - 2 khud mai.n huaa shikaar kyo.n ye na bataa sakuu.Ngaa mai.n dil ko hai ... (ruup kii kuchh kamii nahii.n duniyaa me.n ik tumhii.n nahii.n ) - 2 par mai.n tumhaarii yaad me.n rahataa huu.N beqaraar kyo.n ye na bataa sakuu.Ngaa mai.n dil ko hai ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.