giitaayan An Interface to ISB

do diivaane shahar me.n, raat me.n aur dopahar me.n - Gharaondaa (1977)  

Lyrics: Gulzar | Music: Jaidev | Singer(s): Bhupinder, Runa Laila 
View in Nagari (Hindi)
##Dialogs first: ## bhU: ek diivaanaa shahar me.n rU: ek diivaanaa nahii.n, ek diivaanii bhii bhU: ## Hmm? hmm-hmm. [it is hard to transcribe sounds! :-)] ## ## then the song starts: ## bhU: do diivaane shahar me.n, raat me.n aur dopahar me.n aab-o-daanaa Dhuu.NDhate hai.n ek aashiyaanaa Dhuu.NDhate hai.n rU: do dIvaane shahar me.n, raat me.n aur dopahar me.n aab-o-daanaa Dhuu.NDhate hai.n ek aashiyaanaa Dhuu.NDhate hai.n rU: in bhUlabhula{}iyA galiyo.n me.n, apanA bhI koI ghar hogA ambar pe khulegI khi.DakI yA, khi.DakI pe khulA ambar hogA bhU: in bhUlabhula{}iyA galiyo.n me.n, apanA bhI koI ghar hogA ambar pe khulegI khi.DakI yA, khi.DakI pe khulA ambar hogA asamAnI ra.ng kI A.Nkho.n me.n rU: asamAnI yA AsamAnI? bhU: asamAnI ra.ng kI A.Nkho.n me.n basane kA bahAnA DhU.nDhate hai.n, DhU.nDhate hai.n rU: aabodAnA DhU.nDhate hai.n ek aashiyAnA DhU.nDhate hai.n bhU: jab taare zamI.n par chalate hai.n rU: taare, aur zamI.n par? bhU: ## of course ## bhU: jab taare zamI.n par chalate hai.n rU: ## Hmmm hmmm ## bhU: AkAsh zamI.n ho jaatA hai rU: A aa aa bhU: us raat nahI.n phir ghar jaatA, vo chaa.nd yahI.n so jaatA hai rU: jab taare zamI.n par chalate hai.n AkAsh zamI.n ho jaatA hai us raat nahI.n phir ghar jaatA, vo chaa.nd yahI.n so jaatA hai bhU: pal bhar ke liye rU: pal bhar ke liye bhU: pal bhar ke liye in A.Nkho.n me.n ham ek zamAnA DhU.nDhate hai.n, DhU.nDhate hai.n rU: aabodAnA DhU.nDhate hai.n ek aashiyAnA DhU.nDhate hai.n
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.