giitaayan An Interface to ISB

gayaa a.Ndheraa huaa ujaaraa, chamakaa chamakaa subah kaa taaraa - Subah Kaa Taaraa (1954)  

Lyrics: Noor Lucknowi | Music: C Ramchandra | Singer(s): Talat, Lata 
View in Nagari (Hindi)
gayaa a.Ndheraa huaa ujaaraa, chamakaa chamakaa subah kaa taaraa TuuTe dil kaa ba.Ndhaa shaaraa, chamakaa chamakaa subah kaa taaraa saa.Ns khushii kii tan me.n aa_ii aramaano.n ne lii a.nga.Daa_ii jaag uThii.n ummiide.n saarii jaag uThii taqadiir hamaarii kahii.n kisii ne duur pukaaraa chamakaa chamakaa subah kaa taaraa ... murajhaayii kalii kyaa phir se khilegii khoyii huii kyaa raahat milegii kahii.n ye taaraa TuuT na jaaye subah kaa saathii chhuuT na jaaye aa.Nkho.n me.n rah jaaye nazaaraa chamakaa chamakaa subah kaa taaraa ... gayii udaasii raunak chhaayii roshanii ab jiivan me.n aayii ha.Nsii khushii kaa chhe.Do taraanaa naach uThe man jhuume zamaanaa samaa suhaanaa pyaaraa pyaaraa chamakaa chamakaa subah kaa taaraa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.