giitaayan An Interface to ISB

ham chal to pa.De hai.n jazbaa-e-dil - (Non-Film)  

Lyrics:  | Music:  | Singer(s): Feroz Akhtar 
View in Nagari (Hindi)
ham chal to pa.De hai.n jazbaa-e-dil - 2 jaanaa hai kidhar maaluum nahii ham chal to pa.De hai.n jazbaa-e-dil jaana hai kidhar maaluum nahii aagaaz-e-safar par naaza hai.n - 2 a.njaam-e-safar maaluum nahii ham chal to pa.De hai.n ... (kab jaam bhare, kab daur chale kab aaye idhar maaluum nahii ) - 2 uThe bhI agar Thaharegii kahaa.N - 2 saaqii kii nazar maaluum nahii ham chal to pa.De hai.n ... (ham akele kii had se bhI guzare seharaa-e-zunuun bhI chhaan liyaa ) - 2 ab aur kahaa.N le jaaegii - 2 saaqii kii najar maaluum nahii ham chal to pa.De hai.n ... (mumakin ho to ik lamhe ke liye takaliife.n tabassum kar lIjai ) - 2 ham me.n se abhii tak kitano ko mahafuum-e-sehar maaluum nahii ham chal to pa.De hai.n jazbaa-e-dil jaanaa hai kidhar maaluum nahii jazabaat ke sau (jazabaat ke sau aalam guzare ahasaas kii sadiyaa.n bIt gaI.n ) - 2 aa.Nkho.n se abhii un aa.Nkho.n tak - 2 kitanaa hai safar maaluum nahii aa.Nkho.n se abhii un aa.Nkho.n tak kitanaa hai safar maaluum nahii ham chal to pa.De hai.n jazbaa-e-dil
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.