giitaayan An Interface to ISB

ham hai.n mataa\-e\-kuuchaa\-o\-baazaar kii tarah - Dastak (1970)  

Lyrics: Majrooh | Music: Madan Mohan | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
ham hai.n mataa-e-kuuchaa-o-baazaar kii tarah uThatii hai har nigaah khariidaar kii tarah vo to kahii.n hai.n aur magar dil ke aas paas magar dil ke aas paas phiratii hai koii shah nigaah-e-yaar kii tarah ham hai.n ... majaruuh likh rahe hai.n vo ahal-e-vafaa kaa naam ahal-e-vafaa kaa naam ham bhii kha.De hue hai.n gunahagaar kii tarah ham hai.n ... % % Some more ashar from the ghazal that are not used in the film version % is kuu-e-tishnagii me.n bahut hai ke ek jaam haath aa gayaa hai daulat-e-bedaar kii tarah siidhii hai raah-e-shauq par yuu.N hii kabhii kabhii Kam ho ga_ii hai gesuu-e-diladaar kii tarah ab jaa ke kuchh khulaa hunar-e-naakhuun-e-junuun zaKm-e-jigar hue lab-o-ruKsaar kii tarah
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.