giitaayan An Interface to ISB

aa jaa aaii bahaar dil hai beqaraar o mere raajakumaar - Raj Kumar (1964)  

Lyrics: Shailendra | Music: Shankar-Jaikishan | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
aa jaa aaii bahaar, dil hai beqaraar o mere raajakumaar, tere bin rahaa na jaae aa jaa aaii bahaar, dil hai beqaraar o mere raajakumaar, tere bin rahaa na jaae aa jaa julfo.n se jab bhii, chale puravaaii (2) tan meraa TuuTe (2) aayI a.nga.Daaii (2) dekhuu.N baar baar, teraa intazaar o mere raajakumaar, tere bin rahaa na jaae aa jaa aaii ... man me sunuu mai.n, terii muraliyaa (2) naachuu.N mai.n chham-chham (2) baaje paayaliyaa (2) dil kaa taar-taar, terii kare pukaar o mere raajakumaar, tere bin rahaa na jaae aa jaa aaii ... jal kii machhariyaa, jal me hai pyaasii (2) khushiyo.n ke din hai.n (2) phir bhii udaasii (2) lekar meraa pyaar, aa jaa ab ke baar o mere raajakumaar, tere bin rahaa na jaae aa jaa aaii ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.