giitaayan An Interface to ISB

jo khushii se choT khaaye, vo jiigar kahaa.N se laauu.N - Dil-e-Naadaan (1953)  

Lyrics: Shakeel | Music: Ghulam Mohammad | Singer(s): Talat 
View in Nagari (Hindi)
terI khAtir sitam dil pe gavaaraa kar liyaa mai.nne kahaa kisane muhabbat se kinaaraa kar liyaa mai.nne jo khushI se choT khaaye, vo jigar kahaa.N se laauu.n - 2 kisii aur ko jo dekhe, vo najar kahaa.N se laauu.n - 2 jo khushI se choT khaaye mujhe terI aarazuu hai, mere dil me.n tuu hii tuu hai - 2 base gair jisame.n aa kar, mai.n vo ghar kahaa.N se laauu.n - 2 jo khushI se choT khaaye terI berukhii pe sadake, terI har adaa pe kurbaa.n - 2 kare aur ko jo sajade, mai.n vo sar kahaa.N se laauu.n - 2 jo khushI se choT khaaye vo jigar kahaa.N se laauu.n - 2 jo khushI se choT khaaye ## A TALAT TID BIT : Talat also recorded the song 'Chal ud jaa re panchi, ke ab ye des hua begana' for the old movie 'Bhabhi' but it was never used in the film. ##
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.