giitaayan An Interface to ISB

kaTate hai.n dukh me.n ye din, pahaluu badal badal ke - Parchhaain (1952)  

Lyrics: Noor Lucknowi | Music: C Ramchandra | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
kaTate hai.n dukh me.n ye din, pahaluu badal badal ke - 2 rahate hai.n dil ke dil me.n, aramaa.N machal machal ke kaTate hai.n ... ta.Dapaaegaa kahaa.N tak, ai dad.r-e-dil bataa rusavaa kahii.n na kar de.n, aa.Nsuu nikal nikal ke kaTate hai.n ... ye khvaab par jo chamake, ? phe.nkaa gayaa hai dil kaa, gu.Nchaa kuchal kuchal ke kaTate hai.n ... ulfat kii Thokaro.n se, aakhir na bach sakaa dil aakhir na bach sakaa dil jitane kadam uThaae, hamane sambhal sambhal ke kaTate hai.n ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.