giitaayan An Interface to ISB

apanaa banaa ke phir kyuu.N bhulaayaa - Mumtaaz Mahal (1957)  

Lyrics: Hasrat | Music: Vinod | Singer(s): Talat, Sudha Malhotra 
View in Nagari (Hindi)
% prelude - missing from my copy. % Its words should be available in Rakesh Pratap Singh's % book on Talat. % first few words, per hfgk, are: dar-e-habiib se ham ... su: apanaa banaa ke phir kyuu.N bhulaayaa dil meraa naashaad hai, haay aa mere sanam ta: o.a.a aanaa bhii chaahuu.N kaise aa_uu.N pehare pe sayyaad hai, haay teraa huu.N, terii qasam su: aa mere sanam ta: o.a.a teraa huu.N, terii qasam su: o.a.a apanaa banaa ke ... ta: haay, aanaa bhii chaahuu.N ... su: dil me.n hamaare dard jawaa.N hai, jawaa.N hai itanaa bataa de ab tuu kahaa.N hai, kahaa.N hai ta: merii zubaa.N par teraa bayaa.N hai dil bhii wahii.n hai ab tuu jahaa.N hai, jahaa.N hai su: kahaa.N hai? aa, mere sanam ta: aa.a.a teraa huu.N, terii qasam su: o.a.a apanaa banaa ke ... ta: haay, aanaa bhii chaahuu.N ... su: madahosh waade.n chaahat kii rasme.n, rasme.n tuune wafaa kii khaa_ii thii qasame.n, qasame.n ta: dekho kahii.n bewafaa naa samajhanaa qisamat ke maare ko apanaa samajhanaa, samajhanaa su: chalaa aa mere sanam ta: aa.a.a teraa huu.N, terii qasam su: o.a.a apanaa banaa ke ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.