giitaayan An Interface to ISB

ho tamannaa aur kyaa jaan\-e\-tamannaa aap hai - Aisa Bhi Hota Hai (Pakistan) (1964)  

Lyrics: Fazal Karim Fazli | Music: Nisar Bazmi | Singer(s): Noorjehan 
View in Nagari (Hindi)
ho tamannaa aur kyaa, jaan-e-tamannaa aap hai kyaa karuu.Ngii le ke duniyaa, merii duniyaa aap hai sharm aatii hai mujhe apane se bhii kahate hue aap se kaise kahuu.N mere liye kyaa aap hai ho tamannaa aur kyaa, jaan-e-tamannaa aap hai aap se pahale nazar me.n kuchh na thaa apane sivaa ab jidhar bhii dekhatii huu.N jalawaa parawaa(?) aap hai ho tamannaa aur kyaa, jaan-e-tamannaa aap hai kyaa karuu.Ngii le ke duniyaa, merii duniyaa aap hai
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.