giitaayan An Interface to ISB

chal chal re musaafir chal - Poojaa (1954)  

Lyrics: Shailendra | Music: Shankar-Jaikishan | Singer(s): Rafi 
View in Nagari (Hindi)
(chal chal re musaafir chal tuu us duniyaa me.n chal)2 jahaa.N dil kaa ek ishaaraa ho aur duniyaa jaaye badal chal chal re... mastii bharii havaae.n jis galii se jaaye.n apanaa banaae.n ye madahosh nigaahe.n jis pe Tik jaaye.n apanaa banaae.n ye madahosh nigaahe.n jahaa.n pyaar kaa rastaa koii na roke koii na kahe sambhal chal chal re... ruup kii pyaasii aa.Nkhe.n dil me.n aramaan, sau tuufaan aaKir kabhii to hogii unase pahachaan o anjaan aaKir kabhii to hogii kabhii to rimajhim barase.nge ye ra.ng bhare baadal chal chal re... yahaa.N kii riit niraalii jo mausam jaaye jaake na aaye dam bhar kii ujiyaalii jab din Dhal jaaye dil ghabaraa e dam bhar kii ujiyaalii jahaa.n uja.De na si.ngaar kisiikaa phaile naa kaajal chal chal re...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.