giitaayan An Interface to ISB

paan bii.Dii sigareT ... ham ko to nashaa hai muhabbat kaa janaab - Jwaalaamukhi (1980)  

Lyrics: Anjaan | Music: Kalyanji-Anandji | Singer(s): Kishore, Shatrughan Sinha 
View in Nagari (Hindi)
ki: paan bii.Dii sigareT tambaakuu naa sharaab sha: huu.N to phirrrr ki: ham ko to nashaa hai muhabbat kaa janaab paan bii.Dii sigareT tambaakuu naa sharaab ham ko to nashaa hai.n muhabbat kaa janaab ham tumhaarii chhokarii se shaadii karanaa maa.ngataa shaadii karake saath usiike jiinaa maranaa maa.ngataa sha: #some Shatru ba.Daba.Da which I don't remember ki: wo din ko hake raat, raat kahuu.Ngaa kahe dhuup ko barasaat, barasaat kahuu.Ngaa wo do ko kahe saat, saat kahuu.Ngaa wo din ko hake raat, raat kahuu.Ngaa wo jo kahe mai.n bhii kahuu.N kaa.NTe ko gulaab ham ko to nashaa hai ... sha: mujhe apanii beTii ke liye lagaam chaahiye naa ki koii zoruu kaa Gulaam chaahiye ki: mai.n aish karuu.Ngaa, wo kaam karegii mai.n mujaraa sunuu.Ngaa, wo raah takegii mai.n saut bhii laa_uu.N to kuchh na kahegii tuu paa.Nv kii juutii paa.Nvo.n me.n rahegii - 2 aka.Degii tanegii agar naa baat sunegii to baat nahii.n laat se phir baat banegii ghar pe mere phir chalegaa meraa hii ruaab ham ko to nashaa hai ... sha: mujhe apanii beTii kaa haath piilaa karaanaa hai naa ki usakaa badan niilaa karaanaa hai
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.