giitaayan An Interface to ISB

jhanana jhanana baaje - Chand Aur Suraj (1965)  

Lyrics: Shailendra | Music: Salil Chowdhury | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
jhanana jhanana baaje, baaje bichhuvaa baaje nanadii jaage kaise aa_uu.N mitavaa more (aa_ii dvaar pe jab se ye rain kajaraarii dekhuu.N pyaar ke sapane mai.n birahaa kii maarii ) -2 mohe ko_ii na dekhegaa chaaye rahegii andhiyaarii jhanana jhanana baaje ... pa ga, ga pa dha ga, ga pa dha ni, dha ni sa dha, dha ni sa dha, ni dha, dha ga, pa ga, sa ni sa (kaise aaj manaa_uu.N meraa man nahii.n maane kahe laaj sharm ke tuu chho.D de bahaane )-2 mohe tere tuu unakii hai baakii saaraa jag jaane jhanana jhanana baaje ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.