% \startsong \stitle{kuchh kasme.n hai.n javaa.N kuchh vaade hai.n hasii.n}% \film{Aankhen}% \year{2002}% \starring{Amitabh Bachchan, Sushmita Sen, Akshay Kumar, Arjun Rampal, Bipasha Basu}% \singer{Sonu Nigam, Alka Yagnik}% \music{Jatin Lalit}% \lyrics{Praveen Bhardwaj}% % % Contributor: V S Rawat % Contributor: % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % kuchh kasme.n hai.n javaa.N kuchh vaade hai.n hasii.n kaisaa hai ye asar jaaduu hai dekho har kahii.n kuchh dil me.n pyaas hai aur tuu bhii paas hai vo jhuk gayaa aasamaa.n lagataa hai chuume.n ye zamii.n kuchh kasme.n hai.n \threedots jab chalatii hai ye pyaar kii havaa ye dil vahii.n pa.nchhii ban ke u.Dataa hai aur kyaa hotaa hai is pyaar me.n bataa ye ishq kaa tuufaa.n kaise thamataa hai chhaa_ii bekhudii ye kaisii dilakashii chaahat kii har adaa kitanii hai dekho shabanamii kuchh dil me.n pyaas hai dil hii to samajhe hai ho dil kii zubaa.n naa samajhataa hai naa samajhegaa zahaa.N huu.N Duub ke mohabbat me.n kuchh to paa_e.nge saahil pe motii hote hai.n kahaa.N kuchh rishte hai.n naye kuchh baate.n anakahii baarish hai pyaar kii aaj bhiigegii dil kii zamii.n kuchh kasme.n hai.n \threedots % #endindian \endsong