% \startsong \stitle{mahabuubaa ... mai.n aa rahaa huu.N vaapas}% \film{Aarzoo}% \year{1999}% \starring{Akshay Kumar, Saif Ali Khan, Madhuri Dixit}% \singer{Udit Narayan, Chorus}% \music{Annu Malik}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % mahabuubaa o merii mahabuubaa mai.n aa rahaa huu.N vaapas meraa i.ntazaar karanaa tujhe saamane biThaa ke tujhase hai pyaar karanaa mahabuubaa o merii \threedots aa.Nkhe.n na mujhase churaanaa karanaa naa ko_ii bahaanaa yuu.n hii ka_ii saal biite ik pal nahii.n ab ga.nvaanaa laayaa mai.n kyaa saath apane sab kuchh vahaa.n chho.D aayaa aate hu_e paas tere ye dil ye jaa.n chho.D aayaa merii muhabbat merii amaanat vaapas mujhe de sanam mai.n aa rahaa huu.N \threedots jis roj jab ham mile.nge to kis tarah ham mile.nge ik duusare se lipaT ke ro_e.nge yaa ham ha.Nse.nge naa to ye tuune kahaa hai naa to ye maine kahaa hai ik duuje ke ham hai.n lekin ham dono.n ko ye pataa hai ye pyaar kaisaa ikaraar kaisaa vaadaa na ko_ii kasam mai.n aa rahaa huu.N \threedots % #endindian \endsong