% \startsong \stitle{tum kyaa jaano dil karataa tumase kitanaa pyaar}% \film{Aashiq}% \year{2001}% \starring{Bobby Deol, Karisma Kapoor}% \singer{Udit Narayan, Alka Yagnik, Chorus}% \music{Sanjeev Darshan}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % tum kyaa jaano dil karataa tumase kitanaa pyaar rahataa hai mujhako bas tumhaaraa i.ntazaar kaisaa hai ye diivaanaapan jab tak naa dekhuu.n tumako aa_e naa karaar lag jaa_o mere siine se yaar tum kyaa jaano \threedots pahale kabhii to dil meraa itanaa nahii.n thaa diivaanaa kyaa chiiz hai diivaanagii paa ke tujhe maine jaanaa tujhako dekhaa tujhako chaahaa teraa ho gayaa jaan\-e\-jaanaa.n mai.n tere khvaabo.n me.n kho gayaa aa chuum luu.n tujhe baar baar tum kyaa jaano \threedots uf kyaa samaa.n javaan hai aagosh me.n chaa.Ndanii hai bikharii hai jo yahaa.n vahaa.n vo pyaar kii roshanii hai hai tere hii dam se merii chaahat kaa jahaa.n tere jaisaa aashiq sabako milataa hai kahaa.n tujh pe sanam merii jaa.n nisaar tum kyaa jaano \threedots % #endindian \endsong