% \startsong \stitle{charche hai.n hamaare galiyo.n me.n sanam}% \film{Aashiq}% \year{2001}% \starring{Bobby Deol, Karisma Kapoor}% \singer{Udit Narayan, Chorus}% \music{Sanjeev Darshan}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % he he he he charche hai.n charche hai.n he charche hai.n hamaare galiyo.n me.n sanam bahake bahake ham diivaane bahake hai.n kadam kisii kii ham ko fikar nahii.n yaaro.n bi.ndaas hai.n ham charche hai.n hamaare \threedots apanii ##life## me.n bhii aa_egii ko_ii lailaa saath me.n usake ghuume.nge ham bhii ban ke chhailaa are aaj nahii.n to kal sach ho jaa_e.nge saare sapane saarii duniyaa me.n guu.nje.nge sirf taraane apane jahaa.n kahii.n ko_ii la.Dakii dekhe dil bole zaraa tham charche hai.n hamaare \threedots maanaa aaj hai.n ka.Dake la.Dake maal na apane paas ham bhii bane.nge TaaTaa bi.Dalaa hamako hai vishvaas logo.n kii na baat sune.n ham dil kaa kahanaa maane.n Dhuu.nDh rahe hai.n ma.nzil apanii ham raahii anjaane saare jahaa.n pe raaj kare.nge khaate hai.n kasam charche hai.n hamaare \threedots % #endindian \endsong