% \startsong \stitle{koii jab raah na paae, mere sa.ng aae}% \film{Dosti}% \year{1964}% \starring{Sushil Kumar, Sudhir Kumar, Sanjay Khan}% \singer{Rafi}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % koii jab raah na paae, mere sa.ng aae ke pag pag diip jalaae, merii dostii meraa pyaar jiivan kaa yahii hai dastuur pyaar binaa akelaa majabuur dostii ko maane to sab dukh duur koI kaahe Thokar khaae, mere sa.ng aae \threedots dono ke hai.n ruup hazaar par merii sune jo sa.nsaar dostii hai bhaa_ii to bahanaa hai pyaar koI mat chain churaae, mere sa.ng aae \threedots pyaar kaa hai pyaar hii naam kahii.n miiraa kahii.n ghanashyaam dostii kaa yaaro nahii.n koI daam koi kahii.n duur naa jaae, mere sa.ng aae \threedots % #endindian \endsong %