% \startsong \stitle{baraso.n ke baad aa_ii mujhako yaad ek baat ... tere bin nahii.n guzare raat}% \film{Anjaam}% \year{1993}% \starring{Madhuri, Shahrukh, Deepak Tijori, Tinu Anand, Kalpana Iyer, Beena}% \singer{Alka Yagnik}% \music{Anand Milind}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % baraso.n ke baad aa_ii mujhako yaad ek baat tere bin nahii.n guzare raat baraso.n ke baad aa_ii \threedots mere husn kii bekhudii ko havaa dii jal rahaa badan aag tuune lagaa dii meraa vaadaa hai dilabar bechain kar duu.ngii bujhaa_uu.ngii agar saa.Dii tujhe baaho.n me.n bhar luu.ngii baraso.n ke baad aa_ii \threedots aaj to sanam R^itu ba.Dii hai suhaanii hosh me.n ab kahaa.n ye merii javaanii ghanii zulfo.n ke saaye me.n tujhe biThaa_uu.ngii zaraa ruk jaa jaldii se tere paas aa_uu.ngii baraso.n ke baad aa_ii \threedots shaadii kaa laDDuu aisaa jo khaa_e vo pachhataa_e jo na khaa_e vo lalachaa_e sun merii banno biivii kitanii bhii khuubasuurat kuchh din hii piyaa man bhaa_e kar ke na jaane kitane bahaane jaa ke shauhar kaa dil bahalaa_e yahaa.n kis kii hu_ii hai shaadii kahate hai.n ise barbaadii soch ke meraa dil khaTaa_e jo shaadii saaraa din phirate maare maare na guzaratii ku.nvaaro.n kii raate.n re ye bataa_e.n to kis ko bataa_e.n dil me.n hotii hazaaro.n hii baate.n inakaa to ye hii hai kahanaa mushkil hai ka.nvaaraa rahanaa re nii.nd akele na aa_e % #endindian \endsong