% \startsong \stitle{ai merii bekhudii tuu kahaa.n le chalii ... duniyaa kii halachal me.n}% \film{Aye Meri Bekhudi}% \year{1993}% \starring{Anil Bakshi, Priyanka, Prem Chopra, Aloknath, Aprajita, Satyen Kappu}% \singer{Anuradha Paudwal, Udit Narayan}% \music{Anil Mohile}% \lyrics{Rajesh Johari}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ai merii bekhudii tuu kahaa.n le chalii vo hasii.n ik nazar kar ga_ii bekhabar ai hamasafar tum kyaa mile duniyaa kii halachal me.n ai merii bekhudii \threedots kam ho ga_e har faasale duniyaa kii halachal me.n ai merii bekhudii \threedots har taraf bekhudii ye kahaa.n aa ga_e saath mere yahaa.n do jahaa.n aa ga_e zi.ndagii ke li_e ye zaruurii hu_aa maa.ng le aaj to zi.ndagii kii du_aa tham tham ke har dha.Dakan chale duniyaa kii halachal me.n vaah khuub hai.n ye silasile duniyaa kii halachal me.n khvaahisho.n ke li_e ba.ndishe.n to.D de.n aaj har mo.D ko ik nayaa mo.D de.n jhuum ke jhuum ke chuum le.n aasamaa.n ab naa bas me.n rahii.n dil kii betaabiyaa.n dil hosh se kab kaam le duniyaa kii halachal me.n ab aa ke ko_ii thaam le duniyaa kii halachal me.n ai merii bekhudii \threedots ye kaun dil me.n aa gayaa duniyaa kii halachal me.n ehasaas ban ke chhaa gayaa duniyaa kii halachal me.n ai merii bekhudii \threedots ye na sochaa kabhii yo.n bhii ho jaa_egaa besabab bevajah dil ye kho jaa_egaa ruuh me.n karavaTe.n saa.Ns me.n garmiyaa.n kyaa hu_aa kyaa kahe.n kaun hai darmyaa.n ye kaun dilabar chhaa gayaa duniyaa kii halachal me.n saayaa kaun laharaa gayaa duniyaa kii halachal me.n ai merii bekhudii \threedots % #endindian \endsong