% \startsong \stitle{dil me.n chhupaa ke pyaar kaa tuufaan le chale}% \film{Aan}% \year{1952}% \starring{Dilip Kumar, Nimmi, Nadira, Premnath, Mukri, Cukoo}% \singer{Rafi}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10604 [V S Rawat] % Comments: First colored film in Hindi, First film of Nadira % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % dil me.n chhupaa ke pyaar kaa tuufaan le chale ham aaj apanii maut kaa saamaan le chale maut kaa saamaan le chale dil me.n chhupaa ke pyaar kaa tuufaan le chale ha ha haa a aa miTataa hai kaun dekhiye ulafat kii raah me.n he ulafat kii raah me.n miTataa hai kaun dekhiye ulafat kii raah me.n wo le chale hai.n aan to ham jaan le chale maut kaa saamaan le chale dil me.n chhupaa ke pyaar kaa tuufaan le chale ha ha haa a aa manzil pe hogaa faisalaa qisamat ke khel kaa aa qisamat ke khel kaa manzil pe hogaa faisalaa qisamat ke khel kaa kar de jo dil kaa Kuun wo mehamaan le chale maut kaa saamaan le chale dil me.n chhupaa ke pyaar kaa tuufaan le chale % #endindian \endsong