% \startsong \stitle{huu.N abhii mai.n javaa.N ai dil}% \film{Aar Paar}% \year{1954}% \starring{Guru Dutt, Shyama, Shakeela, Jagdish Sethi, Jagdeep, Kumkum, Johny Walker}% \singer{Geeta}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10015 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: First film of Kumkum % \printtitle #indian % huu.N abhii mai.n javaa.N ai dil behosh huu.N bin pi_e kal kaa bhii Gam kisali_e huu.N abhii mai.n javaa.N \threedots ye naGamaa aur ye fizaa ek sadaa aur ek adaa jo hai ganiimat hai aaj kal kaun jaane ho kyaa so na ho ye samaa.N ai dil huu.N abhii mai.n javaa.N \threedots duniyaa kaa kyaa etabaar khonaa na apanaa qaraar chun le muraado.n ke phuul biite na yuu.N hii bahaar taak me.n hai Kizaa.N ai dil huu.N abhii mai.n javaa.N \threedots dekho hai ye zindagii yuu.N nahii.n bekhudii mujhako bahak jaane de baate.n na kar hosh kii hosh kaisaa yahaa.N ai dil huu.N abhii mai.n javaa.N \threedots % #endindian \endsong