% \startsong \stitle{jinhe.n ham bhuulanaa chaahe.n vo aksar yaad aate hai.n}% \film{Aabroo}% \year{1968}% \starring{Ashok Kumar, Vimmi, Deepak Kumar, Rahman, Shashikala, Jivan}% \singer{Mukesh}% \music{Sonik Omi}% \lyrics{G S Rawal}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10372 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % jinhe.n ham bhuulanaa chaahe.n vo aksar yaad aate hai.n ( buraa ho is mohabbat kaa ) \-2 vo kyuu.N kar yaad aate hai.n jinhe.n ham bhuulanaa \threedots bulaa_e.N kis tarah unako kabhii pii thii un aa.Nkho.n se \-2 ( chhalak jaate hai.n jab aa.Nsuu ) \-2 vo saaGar yaad aate hai.n jinhe.n ham bhuulanaa \threedots kisii ke surK lab the yaa di_e kii lau machalatii thii \-2 ( jahaa.n kii thii kabhii puujaa ) \-2 vo ma.nzar yaad aate hai.n jinhe.n ham bhuulanaa \threedots rahe ai shammaa tuu roshan du_aa detaa hai paravaanaa \-2 ( jinakii qismat me.n jalanaa hai ) \-2 vo jal kar yaad aate hai.n jinhe.n ham bhuulanaa \threedots % #endindian \endsong