% \startsong \stitle{phiinii naa naa ... raam kare allaah kare terii\-merii dostii}% \film{Aap Ke Deewaane}% \year{1980}% \starring{Rishi Kapoor, Rakesh Roshan, Tina Munim, Ashok Kumar}% \singer{Rafi, Amit, Lata, Beni}% \music{Rajesh Roshan}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11601 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % phiinii naa naa baiTho raam kare allaah kare terii\-merii dostii banii rahe \-2 aage\-aage tum dono.n piichhe\-piichhe ham hamako nahii.n ko_ii duniyaa kaa Gam are rut aa_e rut jaa_e ko_ii ha.Nse ko_ii gaa_e mahafil sajii rahe phiinii naa naa \threedots apanii Kushiyaa.N tujhako de duu.N tere aa.Nsuu le luu.N haa.N tho.Daa kuchh hotaa to hai jaane kyaa kisake li_e hotaa hai to ye pyaar hai iqaraar hai are mar jaa_uu.N mai.n terii Kaatir apanii jaa.N pe khel tere binaa kaun meraa sun mere yaar meraa sab kuchh bas tuu meraa pyaar hame.n na ho Gam na ho charche se kam na ho raunak lagii rahe phiinii naa naa \threedots ham saathii ek duuje ke naam ko yaad rakhe.nge ik mastaanii ik diivaanii shaam ko yaad rakhe.nge kabhii kahii.n aisaa mazaa aayaa hii nahii.n ye hasii.n yaado.n ki pyaar ke vaado.n kii duniyaa sajii rahe phiinii naa naa \threedots % #endindian \endsong