% \startsong \stitle{yahii hai tamannaa tere dar ke saamane}% \film{Aapki Parchhaiyan}% \year{1964}% \starring{Dharmendra, Supriya Choudhary, Shashikala}% \singer{Rafi}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Raja Mehandi Ali Khan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10551 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % yahii hai tamannaa tere dar ke saamane merii jaan jaa_e merii jaan jaa_e haay yahii hai tamannaa \threedots tere dar pe aayaa to bas aa gayaa mai.n na piichhe haTuu.Ngaa zamaane ke Dar se zaraa dekh luu.N mai.n ye ruK kii bahaare.n ye qad pyaaraa\-pyaaraa ye zulfo.n ke saa_e haay yahii hai tamannaa \threedots gilaa hai mujhako tere Kudaa se hasii.n jisane itanaa banaayaa hai tujhako na aataa kabhii terii galiyo.n me.n zaalim tere husn ne khud bulaayaa hai mujhako jalaakar ko_ii shammaa kaise kahegaa ke dekho yahaa.N par naa paravaanaa aa_e haay yahii hai tamannaa \threedots muhabbat me.n terii agar maut aa_e to vo maut kitanii hasii.n maut hogii kisii roz mai.n teraa daaman paka.Dakar jo mar jaa_uu.N kyaa dilanashii.n maut hogii kabhii aisii ko_ii gha.Dii aa rahii ho to merii du_aa hai vo jaldii se aa_e haay yahii hai tamannaa \threedots % #endindian \endsong