% \startsong \stitle{vo tiir dil pe chalaa jo terii kamaan me.n hai}% \film{Aarti}% \year{1962}% \starring{Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar}% \singer{Rafi, Asha}% \music{Roshan}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10477 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ra \: vo tiir dil pe chalaa jo terii kamaan me.n hai aa \: haay kisii kii aa.Nkh me.n jaaduu terii zubaan me.n hai ra \: nazar me.n aate hii tum to jigar me.n samaa_e sanam jigar me.n aate hii dil kii taraf ba.Dhaa_e qadam kahii.n Thaharatii nahii.n jo usii adaa kii qasam \-2 zamii.n pe hai vahii bijalii jo aasamaan me.n hai aa \: haay kisii kii aa.Nkh \threedots ye maanaa ra.ng mohabbat ke ho chale gahare magar labo.n pe hai.n dilo.n pe hai.n pahare jo beqaraar ho dil se kahii.n vo kyaa Thahare abhii to husn mohabbat ke imtahaan me.n hai ra \: vo tiir dil pe chalaa \threedots aa \: tumhaarii aa.Nkho.n ke aage ye din ye raat kahaa.N ra \: gulo.n kii shaakh kahaa.N ek sanam kaa haath kahaa.N aa \: hasiin dekhe hazaaro.n magar ye baat kahaa.N \-2 do \: ye baat aur hai jo terii aanabaan me.n hai kisii kii aa.Nkh \threedots % #endindian \endsong