% \startsong \stitle{tum aaj mere sa.ng ha.Ns lo tum aaj mere sa.ng gaa lo}% \film{Aashiq}% \year{1962}% \starring{Raj Kapoor, Padmini, Nanda, Abhi Bhattacharya, Leela Chitnis}% \singer{Mukesh}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10915 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % tum aaj mere sa.ng ha.Ns lo tum aaj mere sa.ng gaa lo aur ha.Nsate\-gaate is jiivan kii ulajhii raah sa.Nvaaro tum aaj mere \threedots shaam kaa suuraj bi.ndiyaa ban kar saagar me.n kho jaa_e subah\-savere vo hii suuraj aashaa lekar aa_e na_ii uma.nge.n na_ii tara.nge.n aas kii jyoti jagaa_e re aas kii jyoti jagaa_e tum aaj mere \threedots dukh me.n jo gaa_e malhaar vo insaa.N kahalaa_e \-2 jaise ba.nshii ke siine me.n chhed hai phir bhii gaa_e gaate\-gaate ro_e mayuuraa phir bhii naach dikhaa_e re phir bhii naach dikhaa_e tum aaj mere \threedots % #endindian \endsong