% \startsong \stitle{nii.nd kabhii rahatii thii aa.Nkho.n me.n ab rahate hai.n saa.Nvariyaa}% \film{Aasra}% \year{1966}% \starring{Mala Sinha, Biswajiit, Balraj Sahni, Nirupa Roy}% \singer{Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10999 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % nii.nd kabhii rahatii thii aa.Nkho.n me.n ab rahate hai.n saa.Nvariyaa chain kabhii rahataa thaa is dil me.n ab rahate hai.n saa.Nvariyaa log mujhase kahe.n dekho udhar nikalaa hai chaa.Nd kaun dekhe udhar jaane kidhar nikalaa hai chaa.Nd chaa.Nd kabhii rahataa thaa nazaro.n me.n ab rahate hai.n saa.Nvariyaa nii.nd kabhii rahatii thii \threedots jhuuTh bolii pavan kahane lagii aa_ii bahaar ham baaG me.n ga_e dekhaa vahaa.N pyaar hii pyaar phuul rahate ho.nge chaman me.n kabhii ab rahate hai.n saa.Nvariyaa nii.nd kabhii rahatii thii \threedots baat pahale bhii aur tuufaan se Darate the ham baat ab aur hai ab hai hame.n kaahe kaa Gam saath kabhii maa.Njhii thaa sa.ng lekin ab rahate hai.n saa.Nvariyaa nii.nd kabhii rahatii thii \threedots % #endindian \endsong