% \startsong \stitle{zaraa sa.mbhaalanaa ... ki teraa\-meraa nayaa\-nayaa pyaar hu_aa hai}% \film{Aya Toofan}% \year{1964}% \starring{Dara Singh, Helen, Anwar}% \singer{Mukesh, Lata, Kamal Barot}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Asad Bhopali}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10947 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % mu \: zaraa sa.mbhaalanaa merii jaa.N apanii nigaahe.n ki teraa\-meraa nayaa\-nayaa pyaar hu_aa hai \-2 la \: ( na chhe.D aaj hai.n ) \-2 aur hii dil kii adaa_e.N la ka \: ki teraa\-meraa \threedots la \: chaa.Nd utar aayaa jaise zamii.n pe duniyaa nazar aa_ii hamako yahii.n pe mu \: tujhe apanii bahaaro.n kii Kabar hai ki nahii.n terii apane ishaaro.n pe nazar hai ki nahii.n la \: terii nazar jaane hayaa apanii hame.n kyaa Kabar ka \: ra.ng nikhar aayaa hai aaj tumhe.n dekhakar mu \: yahii.n pe rok le merii jaa.N apanii nigaahe.n ki teraa\-meraa \threedots la ka \: ki teraa\-meraa \threedots mu \: tere qadam aa_e dil ke chaman me.n bijalii sii laharaa_ii saare badan me.n la \: chalo chuukaa nahii.n tiir kuchh to hu_aa ka \: mere dil kaa tere dil par asar kuchh to hu_aa mu \: dekh mere sapano.n kaa shiish\-mahal to.D ke ab na kahii.n jaanaa tuu saath meraa chho.D ke la \: abhii na aazamaa la ka \: abhii na aazamaa saajanaa merii vafaa_e.N ki teraa\-meraa \threedots tii \: ki teraa\-meraa \threedots % #endindian \endsong