% \startsong \stitle{tumhe.n aur kyaa duu.N mai.n dil ke sivaa}% \film{Ayee Milan Ki Bela}% \year{1964}% \starring{Rajendra Kumar, Saira Bano, Dharmendra, Shashikala}% \singer{Lata}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10961 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % tumhe.n aur kyaa duu.N mai.n dil ke sivaa tumako hamaarii umar lag jaa_e \-2 tumhe.n aur kyaa \threedots muraade.n ho.n puurii saje har tamannaa muhabbat kii duniyaa ke tum chaa.Nd bananaa bahaaro.n kii ma.nzil pe ha.Nsanaa\-ha.Nsaanaa Kushii me.n hamaarii bhii aavaaz sunanaa kabhii zindagii me.n ko_ii Gam na aa_e tumako hamaarii umar \threedots mujhe jo Kushii hai tumhe.n kyaa bataa_uu.N bhalaa dil kii dha.Dakan ko kaise chhupaa_uu.N kahii.n ho na jaa_uu.N Kushii se mai.n paagal tumhe.n dekh kar aur bhii muskaraa_uu.N Kudaa dilajalo.n kii nazar se bachaa_e tumako hamaarii umar \threedots sitaaro.n se uu.Nchaa ho rutabaa tumhaaraa bano tum har ik zindagii kaa sahaaraa tumhe.n jisase ulfat ho mil jaa_e tumako samajh lo hamaarii du_aa kaa ishaaraa muqaddar tumhaaraa sadaa jagamagaa_e tumako hamaarii umar \threedots % #endindian \endsong