% \startsong \stitle{ik baat kahuu.N mere piyaa sun le agar tuu}% \film{Amar}% \year{1954}% \starring{Dilip Kumar, Madhubala, Nimmi}% \singer{Asha}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11427 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % ik baat kahuu.N mere piyaa sun le agar tuu \-2 o piyaa sun le agar tuu ik baat kahuu.N \threedots jab dil me.n nahii.n paap to phir soch naa kar tuu ik baat kahuu.N \threedots chhoTe se mere man me.n hai kyaa kah nahii.n paa_uu.N mai.n to kah nahii.n paa_uu.N kahate hu_e sharamaa_uu.N bhalaa kaise bataa_uu.N mai.n kaise bataa_uu.N o sab kuchh hai in aa.Nkho.n me.n zaraa dekh idhar tuu o piyaa dekh idhar tuu jab dil me.n nahii.n \threedots do naino.n ke panaghaT pe ( lage pyaar ke mele ) \-2 \-2 aa.Nsuu bhii hai muskaan bhii ( jo chaahe so le\-le ) \-2 ho saajan bhare baazaar se khaalii naa guzar tuu piyaa khaalii naa guzar tuu jab dil me.n nahii.n \threedots % #endindian \endsong