% \startsong \stitle{teraa jaanaa dil ke aramaano.n kaa luT jaanaa}% \film{Anaadi}% \year{1959}% \starring{Raj Kapoor, Nutan, Lalita Pawar}% \singer{Lata}% \music{Shankar Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10863 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % ( tera jaanaa dil ke aramaano.n kaa luT jaanaa ) \-2 ko_ii dekhe \-2 ban ke taqadiiro.n kaa miT jaanaa teraa jaana teraa Gam terii Kushii meraa Gam merii Kushii tujhase hii thii zindagii ha.Ns kar hamane thaa kahaa jiiwan bhar kaa saath hai ye kal hii kii baat hai aa teraa jaanaa dil ke aramaano.n kaa luT jaanaa ko_ii dekhe \-2 ban ke taqadiiro.n kaa miT jaanaa teraa jaana jab\-jab chandaa aayegaa terii yaad dilaayegaa saarii raat jagaayegaa mai.n ro kar rah jaa_uu.Ngii dil jab zid par aayegaa dil ko kaun manaayegaa aa teraa jaanaa dil ke aramaano.n kaa luT jaanaa ko_ii dekhe \-2 ban ke taqadiiro.n kaa miT jaanaa teraa jaana % #endindian \endsong