% \startsong \stitle{yuu.N to aapas me.n biga.Date hai.n Kafaa hote hai.n}% \film{Andaz}% \year{1949}% \starring{Raj Kapoor, Dilip Kumar, Nargis}% \singer{Rafi, Lata}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10607 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Comments: Malini Kanth % \printtitle #indian % do \: yuu.N to aapas me.n biga.Date hai.n Kafaa hote hai.n ( milane vaale kahii.n ) \-2 ulfat me.n judaa hote hai.n la \: hai.n zamaane me.n ajab chiiz mohabbat vaale ( hai.n zamaane me.n ) \-2 ajab chiiz mohabbat vaale dard Kud banate hai.n Kud apanii davaa hote hai.n do \: milane vaale kahii.n \threedots ra \: haa.N haal\-e\-dil mujhase na puuchho merii nazare.n dekho ( haal\-e\-dil mujhase ) \-2 na puuchho merii nazare.n dekho raaz dil ke to nigaaho.n se adaa hote hai.n do \: milane vaale kahii.n \threedots la \: milane ko yuu.N to milaa karatii hai.n sabakii aa.Nkhe.n ( milane ko yuu.N to ) \-2 milaa karatii hai.n sabakii aa.Nkhe.n dil ke aa jaane ke andaaz judaa hote hai.n do \: yuu.N to aapas me.n \threedots ra \: aise ha.Ns\-ha.Ns ke na dekhaa karo tum sabakii taraf ( aise ha.Ns\-ha.Ns ke ) \-2 na dekhaa karo tum sabakii taraf log aisii hii adaa_o.n pe fidaa hote hai.n do \: yuu.N to aapas me.n \threedots % #endindian \endsong