% \startsong \stitle{qayaamat aa_egii ek roz ... zulfo.n kaa ra.ngii.n saayaa hai}% \film{Anjaam}% \year{1968}% \starring{Firoz Khan, Shahida, N A Ansari, Azaad, Sundar, Johny Whisky, Helen}% \singer{Mukesh}% \music{Ganesh}% \lyrics{Qamar Jalalabadi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10191 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % qayaamat aa_egii ek roz zulfo.n kaa ra.ngii.n saayaa hai taubaa Kudaayaa tumhaarii ye javaanii salaamat rahe zulfo.n kaa ra.ngii.n saayaa \threedots bhiigii fizaa_e.n dekho cha.nchal havaa_e.n dekho dil kii sadaa hai yahii chup naa raho jaage hai.n aramaa.n mere mukha.De pe gesuu tere din hai ki raat bolo kuchh to kaho bolo na bolo hamase kahe.nge ye tumase tumhaarii ye javaanii \threedots duniyaa me.n ho.nge ka_ii dil ko churaane vaale tumasaa na dekhaa ko_ii maah\-e\-naqaab duniyaa banaane vaalaa tujhako banaa ke gorii ruup banaanaa haay bhuul gayaa tumhaaraa hai zamaanaa banaa do diivaanaa tumhaarii ye javaanii \threedots haay ye adaa_e.n terii tujhase bahaare.n merii Gul bhii pukaare tujhe baad\-e\-sabaa biga.Dii banaanaa siikho dil ko lagaanaa siikho zulfe.n banaanaa chho.Do jaan\-e\-vafaa labo.n pe sadaa aa_e.n hamaarii du_aa_e.n tumhaarii ye javaanii \threedots % #endindian \endsong