% \startsong \stitle{ronaa kabhii nahii.n ronaa chahe TuuT jaa_e}% \film{Apnaa Desh}% \year{1972}% \starring{Rajesh Khanna, Mumtaz}% \singer{Kishor}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10747 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ronaa kabhii nahii.n ronaa chahe TuuT jaa_e ko_ii khilaunaa sonaa chupake se sonaa chahe TuuT jaa_e ko_ii sapanaa salonaa ronaa kabhii nahii.n \threedots dukh\-sukh kii kyaa baat hai kyaa din hai kyaa raat hai aa.Nsuu bhii muskaan bane.n yah to apane haath hai aashaa_o.n kii Dorii me.n sadaa tum man ke phuul pironaa ronaa kabhii nahii.n \threedots dekho bachcho.n baaG me.n sab kaliyaa.N nahii.n khilatii.n duniyaa me.n i.nsaan ko sab chiize.n nahii.n milatii.n apanaa nahii.n tum usake li_e jo apanaa hai nahii.n khonaa ronaa kabhii nahii.n \threedots ra.ng se aur na dhaam se jaat se aur na naam se izzat milatii hai yahaa.N dekho achchhe kaam se ko_ii kaam buraa tum mat karanaa badanaam kabhii nahii.n honaa ronaa kabhii nahii.n \threedots % #endindian \endsong