% \startsong \stitle{naino.n se nain hu_e chaar aaj meraa dil aa gayaa}% \film{Aurat}% \year{1953}% \starring{Premnath, Bina Rai, Ulhas}% \singer{Lata}% \music{Shankar Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10818 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: Ashok Dhareshwar % \printtitle #indian % naino.n se nain hu_e chaar aaj meraa dil aa gayaa aramaa.N pe chhaa_ii hai bahaar aaj meraa dil aa gayaa ghuu.NghaT se jhaa.Nke mere dil ke ishaare dha.Dakan me.n aan base ban ke hamaare dulhan banegaa meraa pyaar aaj meraa dil aa gayaa naino.n se nain \threedots ghar me.n hii aaj mere gulashan khilaa hai kahane kii baat nahii.n hiiraa milaa mujhe hiiraa milaa hai baat ba.Dii hai mazedaar aaj meraa dil aa gayaa naino.n se nain \threedots ulfat ke saaz chhi.De chaahat kaa giit hai nagame.n bhii bol uThe terii hii jiit hai Kushiyaa.N manaa_e.Nge hazaar aaj meraa dil aa gayaa naino.n se nain \threedots % #endindian \endsong