% \startsong \stitle{maa.N maa.N vo bachche duniyaa me.n ... mujhe maaf karanaa om saa_ii.n raam}% \film{Biwi No. 1}% \year{1999}% \starring{Anil Kapoor, Salman, Karisma, Tabbu, Sushmita, Saif, Himani}% \singer{Abhijit, Alka Yagnik, Aditya Narayan, Anmol}% \music{Annu Malik}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Contributor: % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % maa.N maa.N vo bachche duniyaa me.n khushanasiib hote hai.n jo ##mummy daddy## ke kariib hote hai.n mujhe maaf karanaa om saa_ii.n raam tum se pahale luu.Ngaa ##mummy daddy## kaa naam jinhe.n ##mummy daddy## kaa pyaar nahii.n milataa unhe.n khushiyo.n kaa sa.nsaar nahii.n milataa kabhii bhii hame.n naa yuu.N majabuur karanaa ##mummy daddy## se na hame.n duur karanaa ham to ba.De hote hai.n in kii uu.Ngalii thaam mujhe maaf karanaa \threedots ##daddy## binaa kaun ##chocolate## laa_egaa ##mummy## binaa kaun lorii sunaa_egaa ##daddy## kii yaad mujhe pal pal sataatii hai ##mummy## se duur ho ke aa.Nkh bhar aatii hai in ke saath rahanaa hai hame.n subah shaam mujhe maaf karanaa \threedots mujhe maaf karanaa om saa_ii.n raam tum se pahale luu.Ngii apane bachcho.n kaa naam o o mujhe maaf karanaa om saa_ii.n raam tum se pahale luu.Ngaa apane bachcho.n kaa naam hame.n maaf karanaa om saa_ii.n raam tum se pahale le.nge apane bachcho.n kaa naam % #endindian \endsong