% \startsong \stitle{ye dil diivaanaa aashiq puraanaa ... ho ko_ii ha.ngaamaa}% \film{Bulandi}% \year{1999}% \starring{Rajnikant, Anil Kapoor, Raveena, Rekha, Harish, Sadashiv, Shakti, Aruna}% \singer{Sonu Nigam, Jaspindar Narula, Rakesh Pandit}% \music{Viju Shah}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ye dil diivaanaa aashiq puraanaa yaaro.n ye aashiqaanaa mausam suhaanaa yaaro.n kaun hameshaa rahataa hai machal ke ye dil kahataa hai ta.Dap ta.Dap ke yuu.n hii naa mar jaanaa ho ko_ii ha.ngaamaa ha.ngaamaa ho jaa_e ye dil diivaanaa \threedots tere jaisaa mere jaisaa ko_ii duujaa hai kahaa.n dil to saare dete hai.n hamane dii tujhako ye jaa.n samajho matalab hamaaraa rut kaa hai ye ishaaraa pyaar hazaaro.n karate hai.n ham to jiite marate hai.n dekh dekh ke tumako bas o jaanaa ho ko_ii ha.ngaamaa \threedots tho.De se ye pyaar ke din hai.n tho.Dii sii hai.n raate.n aisaa naa ho dil me.n hii rah jaa_e.n dil kii baate.n aa zaraa mil ke dekhe.n phuulo.n saa khil ke dekhe.n duniyaa ne to rokaa hai kadam kadam pe Tokaa hai prem galii me.n dhokhaa hai na jaanaa ho ko_ii ha.ngaamaa \threedots % #endindian \endsong