% \startsong \stitle{kaisaa lagataa hai achchhaa lagataa hai}% \film{Baaghi/ A Rebel for Love}% \year{1990}% \starring{Salman, Nagma, Shakti, Kiran Kumar, Beena, Asha Sachdev, Mohnish}% \singer{Anuradha Paudwal, Amit Kumar}% \music{Anand Milind}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % kaisaa lagataa hai achchhaa lagataa hai pyaar kaa sapanaa sachchaa lagataa hai tuu jo kariib hai meraa nasiib hai dil me.n basii hai tuu merii khushii hai tuu tere binaa ik pal mujhe na rahanaa kaisaa lagataa hai \threedots har taraf khushiyo.n kaa mausam hai yahaa.n hamane pahalii baar dekhaa ye jahaa.n Gam kii duniyaa se ham chale aaye duur hai.n hamase dard ke saaye aa du_aa maa.ng le.n kuchh bhii ho ab dukh pa.De na sahanaa kaisaa lagataa hai \threedots pyaar ke vaade kabhii na to.Danaa tum kabhii tanhaa naa hamako chho.Danaa aa.nsu_o.n ko ham pii naa paaye.nge ham judaa hoke jii naa paaye.nge aa kasam khaa ke ham maane.nge hameshaa ik duuje kaa kahanaa kaisaa lagataa hai \threedots maa.ng terii sajaa duu.n mai.n aajaa bi.ndiyaa lagaa duu.n mai.n laal chunarii o.Dhaa duu.n mai.n dulhan banaa duu.n mai.n haatho.n se teraa si.ngaar karuu.n baaho.n me.n bhar ke pyaar karuu.n ruup mai.n sa.nvaar duu.n aajaa pahanaa duu.n tujhe phuulo.n kaa gahanaa kaisaa lagataa hai \threedots jo log kahate hai.n kahane do sanam ham na to.De.nge kabhii apanii kasam saath ho jisake hamasafar aisaa phir zamaane kaa Dar use kaisaa hai yahii aarazuu sukh duHkh tere sa.ng hame.n hai sahanaa kaisaa lagataa hai \threedots % #endindian \endsong