% \startsong \stitle{jiine kii tamannaa ho to tum merii zaruurat ho ... mere khyaal se tum}% \film{Balmaa}% \year{1992}% \starring{Avinash Wadhawan, Ayesha, Saeed Jafrey, Anjana Mumtaz, Shammi}% \singer{Asha, Nitin Mukesh}% \music{Nadeem Shravan}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % jiine kii tamannaa ho to tum merii zaruurat ho mere khyaal se tum ba.Dii khuubasuurat ho jiine kii tamannaa ho to tum merii zaruurat ho mere khyaal se tum ba.De khuubasuurat ho bhuul ga_ii saaraa jahaa.n apanaa tujhe banaayaa hai jaan\-e\-vafaa nigaaho.n me.n khvaab teraa sajaayaa hai bataa rahii hai.n dha.Dakane.n ki tum merii chaahat ho mere khyaal se tum \threedots chaahuu.ngaa mai.n shaam\-o\-sahar dil me.n tumhe.n basaa_uu.ngaa bhuulegii na saarii umar itanii tumhe.n vafaa duu.ngaa meraa chain ho merii pyaas ho tum merii muhabbat ho mere khyaal se tum \threedots kasame.n nahii.n to.De.nge vaadaa\-e\-vafaa nibhaa_e.nge hoke judaa ik pal bhii ab na ham jii paa_e.nge ha.Ns ke luTaa duu.n jaan mai.n gar terii ijaazat ho mere khyaal se tum \threedots % #endindian \endsong